Ho Chuki Hea Zalim Ab Tou Zulm Ki Inteha,
Na Hi Tu Jhuka Aur Na Hi Main Jhuka,
14soo Baras Say Chalrahi Hea Apni Jang.
14soo Baras Say Chall Raha Hea Yeh Silsillah.
Main Husain-e Waqt Hoon Tu Yazeed-e Waqt.
Hum say kon Chenay Ga Humari Yeh Umang.
Mere Saathion Sunno Waqt Essa AAYA hea,
Tum Challe Ho Jis Taraf Dewar Hi Ko Bhaya Hea!!!!!
