
07-11-2007, 04:22 AM
|
 |
Evolutionist
Location: Pakistan
Gender: 
|
|
Join Date: Sep 2006
Posts: 250
Credits: 211
|
|
Quote:
Originally Posted by manni9
Shaheed 
Itnne masoom bachon aur khawateen ko hostage banane waale shaheed kub say hoone lage??
Acha huwa mara gaya werna aglli goverment isse reha ker hi deti 
|
Quote:
Originally Posted by Endurer
Shaheed? mein poch sakta hoon is shahadat ki cause kiya thi? Masoom bachon or aurton ko hostage bana kar rakhna, suicide attacks hi dhamki dena, ya sarkari imlak ko nuksan pohanchana? Uska qatal howa. Period.
|
Sorry mein is Behas mein nahi perna Chahta
lakin agar ap ko asal halaat ka pata hota aur ap news sun rahy hotay tu ye na kahtay
eik b student ander se asa nahi jis ne kaha ho k hume hostage baniya ho
sab kah rahi hain hum saath shaheed hona chahti hain
Govt agar itni he sachi thi tu last night Media jo ander jany deti
aur ik din pahle jo bacha bahir aya
5 din baad
os k kapray dekhay kisi ne ?
saaf suthray kapray
aur bacha hashaash bashaash
os se pocha ander kitnay banday hain
forn bola 80
os ne Gin k rakhay thay ?
sab sekha k bejha tha os ko , jab Geo walay ne pocha bacha itnay saaf kapron mein kaisay hai tu Army walay os ko wahan se lay gay
pata nahi logon ko sara darama samj kyun nahi ah raha
anyways main is behas mein nahi jana chahta
Allah better know kon kia hai hum is ka faisla kernay walo kon han ?
|