
07-11-2007, 02:43 PM
|
 |
Evolutionist
Location: Pakistan
Gender: 
|
|
Join Date: Sep 2006
Posts: 250
Credits: 211
|
|
Endurer brother ap ye batao k on ka qasoor kia tha ?
yahi k wo islam lana chahtay thay ? yahi k onhone fahashi k khilaaf tahreek start ki ? yahi k wo baqi molvion ki terha Govt ki Seat k lia nahi jukay ?
main janta hon on ka Tareeka ghalat tha lakin baatain sab sahi thin
wo saaf bar bar kah rahy thay k Media ko lay k ain takay sab on k samnay ho
baad mein muj pe Bomb b daal dain gay aur najanay kia kia k ander ye tha wo tha
per Govt nahi mani aur wohi ho raha hai sab kuch ab kaha ja raha hai
Anyways abhi pressconf hone wlai hai dekhin kia kahtay hain Govt walay
aur kuch din baad kia report samnay ay gee wo b sab k samne ah jay ga !
so Just Chill pill 
|