Quote:
Originally Posted by AaDi
Meri aas hai ke log dogli baatein aur dogli zindgiyaan jene bandh karein .. meri aas hai log dosron pe ungliyaan uthanay ke bajaye apne giraybaan main jhank ke dekhein .. mujhe aas hai ke kab cable channels bandh hon .. mujhe aas hai keh kab log sirf bolne ke ilawa aur kar ke bhi dekhaein .. mujhe aas hai ke kab koi pakistani bolne ke ilawa uth ke kuch karay ga .. mujhe aas hai yeh garajne walay kab barsein gey .. meri bhi aik aas hai  ..
|
Mere bhai, aap ne bahut acha kaha hae, meri adhuri baat ko mukamal karne ka shukriya...