i dun know whom to blame!
qasooor hamara hai! hum is mulk main rehtay hian

government or na hi CJ
yeh dono hamain protect nahi karsaktay
yeh sirf batain hi kar saktay hian.. jo kuch karna hai hamain hi karna hai.. yeh log hum se bhi zyada bay bass hain
hum tau sirf gurbat, bayrozgari, bijli, rishwat waghera ki wajja se bay bass hain
yeh log tau apnay hi logon ki wajjah se baybass hain!
in ko kon si chiz hai jo protection deti hai???
yeh bhi hamari tarah unprotected hain !
mujhay bataien kya in ki wardi ya in ka sarkon pay nikal aana hamain tarraqie ki taraf lay jayega???
kabhi nahi
hum jahan hain wahin rahaingay agar humnay koi step nahi liye ..
or step se murad yeh nahi k hum bhi lal masjid walon ki tarah karain but hamain itni tao assurance di jaye k aik akela insan yahan apni jaan ki hifazat honay par mutmaien ho!
musharaf pay hamla hua musharaff bach gaya ... marra kaun ??? hum log!
cj ki wajja se hua na yeh sab kuch... tau woh kiun nahi marra???
woh tau wapis ussi garri main gayaa na phoolon se bhari hui!
farq yeh hai k marnay walay us k liye qurbani de gaye...