Quote:
|
ufff ab essa bhi horaha hea, aaj subah bbc per Sahabzada Yaqoob ( Quaid-e Azam ke saathi) ka chota sa interview aaraha tha, sawal ask kiya gaya ke kya yeh Quaid-e Azam ka pakistan hea, he repleid ke no woh Pakistan tou 1971 main hi murr gaya tha, i think he was so right.
|
yara quaid-e-azam ke kesi be taqreer mein uhnoon nay yay nehi farmyia kay mein nay pakistan banyia yah yay mera pakistan hai etc woh humesha is ka credit eik aam pakistani ko daytay kay aap logo nay yay pakistan banyia 1971 political failure zroor tha per nazryia marta nehi khatum nehi hota abee be wohi hai hum or woh alag alag quam hai bus ghulti humhari yay hai hum eik quam nehi ban sakay khair hope for best eshaas tu hai amal aap mein shro kartay hain