|
sindh say bhi buri halaat tou balochistan ki hea lekin uss ke liye kabhi kisi nay kuch nahi kiya, reson saaf zahir hea, yeh loog sirf wahen kaam kerte hain jahan ka vote bank strong ho.
Inn loogon ko na panjab say mohabat hea aur na hi sindh say nafrat. Hum hi pagal hain jo aapas main larte rehte hain, aaj say nahi 60 years say.
|