|
Pehloo mein dil aur zehan mein zubaan hu
Pehloo mein dil aur zehan mein zubaan hu
main kysse maan loon ke haqeeqat bayaan na hu
dos8p0-1.gif picture by zubia_2007
Mere sakoot-e-lab par bhi ilzaam agaye
meri tarah chaman mein koi be-zubaan na hu
dos8p0-1.gif picture by zubia_2007
Suzz-e-dil-o-gudaaz jigar mu'atber nahi
jab tak gham-e-habeeb gham--e-du jahaan na hu
dos8p0-1.gif picture by zubia_2007
Hum ne apne khoon se jalaien thien masha'alin
hum se tu aaye nagaar-e-sahar badghumaan na hu
dos8p0-1.gif picture by zubia_2007
"Mohsin" hamare tarz-e-takalum ki baat hai
har shakhs suchta hai meri dastaan na hu!!!
dos8p0.gif picture by zubia_2007
Poet: Mohsin Bhopali
|