|
Nabi Pak (S.A.W) say kisi nay pocha k
May khairat krna chahta hun laikin mujy andaza
nahi k kon Haqdar hay or kon nahi?
Hazrat Muhammad (S.A.W) nay farmaya
tum khairat us ko b do jo Haqdar hay or os ko bhi do
jo Haqdar nahi
ALLAH tumhay wo bhi de ga jo tumhara HAQ hay or wo
bhi de ga jo tumhara HAQ nahi.
|