fantasy???
yaar koi aik ho to bataun na.
bus sub se bari yehi hai ke merney se pehley aik baar hajj kerkey apney tamaam gunahon ki Allah Tallah se maafi maang sakoon aur us ke baad dobara duniya ki janib na aa sakoon aur seedha Allah Tallah ke paas chala jaun
