hmm...mera is forums per phela reply hai ' yeh bhi aik kamaal hai'
In this game you have to say anything with saying that 'yeh bhi aik kamaal hai'
[b] Example: Mein ne desitwist ko join kiya "yeh bhi aik kamaal hai" [b]
so lets start guls n guys![]()
hmm...mera is forums per phela reply hai ' yeh bhi aik kamaal hai'
app nay yahaan reply kiya ...yeh bhi aik kamal hai![]()
yeh topic bohot hi acha hai .. yeh bhi aik kamal hai![]()
app ko pasand aa gayya yah bhi aik kamal hai![]()
maza bhi araha hai yeh bhi kamal hai![]()
Yeh Topic start kerna Muzna ka khayal hai
wah bhaye wah yeh bhi aik kamaal hai
lolzz .. chalo ji ab to bilal bhi agaye yeh bhi kamal hai![]()
ap pehly se yahan hein kiya yeh aik kaamal nahi hai..
haan .. par ab main jarahi hoon ye bhi kamal hai![]()
jab b mein ata hon baag jati ho...kaamal hai
jii nahin aisi baat nahin hai .. lesson tha mera isi liye chali gayi thi 2yeh bhi kamal hai"![]()
aik tu ap khud kaamal hein uper se apke bahane bhi kaamal hein..
wah bilal kiya baataein banata hai...yah bhi aik kamal hai![]()
muzna tang karti hai...v.nicely...yeh bhi aik kamaal hai...
Bookmarks