| You are Unregistered, please register to gain Full access. |
|
![]() |
|
|||||||
| Notices |
aksar humDiscuss aksar hum at the Mehfil; [color=#0019ff]aksar hum door khwabon k jazeeray main utar jatay hain kyoon k hum tum sirf ... |
![]() |
|
|
Thread Tools |
|
||||
|
aksar hum
[color=#0019ff]aksar hum
door khwabon k jazeeray main utar jatay hain kyoon k hum tum sirf khwabon main hi mil saktya hain main ny socha hai k is baar tumharay hamraah us jagah utroon gi aur wo baat jo main kah nhi pai tum sa samnay tum ko bitha kar bari himmat kar k tum sa kah doon gi tum sa kah doon gi k tum mairay ho tum jo chaho mairi yaktarfa mohabbat ko sahara da do zindagi yoon to bohat kamhai mohabbat k liey jitna bhi pyaar mujhay da sako saara da do apni duniya to sada pyaar sa khaali hi rahi tum mairi doobti kashti ko kinara da do kuch to bolo kuch to bolo mujhay dar hai k sahar hotay hi tum chalay jao gay aur hum phir say apni duniya main laut aain gay yahi yaadain yahi batain to asasa hai maira basyahi chand khyaalat liey tairi yaadon ki mahak saath liey aksar hum khwabon k jazeeray main utar jatay hain |
| Sponsored Links |
|
||||
|
Re: aksar hum
nice
|
|
||||
|
Re: aksar hum
Quote:
|
|
||||
|
acha hai
Thanks 4 sharing |