Asmaa Tha Tum Thay Ya Mera Sitara Kon Tha
Meri Manzil Musafat Sey Badalta Kon Tha
Bus Younhi Ek Zid Main Sari Zindagi Barbaad Ki
Janta Houn Roog Kia Thay Aur Madawa Kon Tha
Har Kadam Taaza Kaamaak Melti Rahi Apney Khilaaf
Mera Apna Hi Aaado Meray Elawa Kon Tha
Kiya??kiss Umeed Per Pher Sey Dar-e-dil Waaa Karoun
Tujsey Baar Ker Khood Bata Mera Shanasaa Kon Tha
Wo Tu Mai Bus Piyar Ker Beytha Kesi Sey Logoun
Werna Is Zamana Matlabi Sey Behalta Kon Tha..!!??