| You are Unregistered, please register to gain Full access. |
|
![]() |
|
|||||||
| Notices |
Bachpan k dukh kitnay achay hotay thayDiscuss Bachpan k dukh kitnay achay hotay thay at the Mehfil; Bachpan k dukh kitnay achay hotay thay Tab dil nahin khilonay toota kartay thay Wo ... |
![]() |
|
|
Thread Tools |
|
||||
|
Bachpan k dukh kitnay achay hotay thay
Bachpan k dukh kitnay achay hotay thay
Tab dil nahin khilonay toota kartay thay Wo khushiyan bhi janay kesy khushiyan thein Titly pakar kar uchla kartay thay Chotay thay to maqr.o.faraib bhi chotay thay Dana daal kar chiriyan pakra kartay thay Apni jaan jane ka bhi ehsaas na tha Jaltay sholun ki taraf lapka kartay thay Ab aik ansoo giray to ruswa kar deta he Bachpan me to ji bhar kay roya kartay thay... |
| Sponsored Links |
|
||||
|
wah wah wah..kitni sachayi hai ismein.waqt aur umar k sath nazariyat badal jate hain.
welldone..keep sharing. |