| You are Unregistered, please register to gain Full access. |
|
![]() |
|
|||||||
| Notices |
Bewafa tum ho to wafadaar hum bhi nahiDiscuss Bewafa tum ho to wafadaar hum bhi nahi at the Mehfil; Ghunghat mein tujhe dekha to deewana hua, Sangeet ka taraana hua, Shamaa ka parwana hua, ... |
![]() |
|
|
Thread Tools |
|
|||
|
Bewafa tum ho to wafadaar hum bhi nahi
Ghunghat mein tujhe dekha to deewana hua,
Sangeet ka taraana hua, Shamaa ka parwana hua, Masti ka mastaana hua, Jaise hi ghunghat uthaya is duniya se ravaana hua Ek ladki ko dekha to aisa laga Doosri ladki ko dekha to waisa laga Jab dono ke joote pade... To ek jaisa laga!!! Bewafa tum ho to wafadaar hum bhi nahi, Besharam tum ho to sharmile hum bhi nahi, Pyaar ke ii mode par aake kehte ho Shaadi-shuda ho To kya hua darling... Kunwaare hum bhi nahin! Jab jab gire baadal, teri yaad aayi Jhoom ke barsa saawan, teri yaad aayi Bheega main, lekin phir bhi teri yaad aayi Kyon na aaye teri yaad? Tune jo chatri ab tak nahi lautai.. |
| Sponsored Links |
|
||||
|
heheheheheh..nice one....
Thanks 4 sharing... |
|
||||
|
nice.......
|
|
||||
|
lol...very funny thanx 4 sharin
![]() |