| You are Unregistered, please register to gain Full access. |
|
![]() |
|
|||||||
| Notices |
kitni azeeyat seDiscuss kitni azeeyat se at the Mehfil; kitni azeeyat say usnay mujhko bhulaya hoga Meri yadoon nay ussay khoob rulaya hoga Baat ... |
![]() |
|
|
Thread Tools |
|
|||
|
kitni azeeyat se
kitni azeeyat say usnay mujhko bhulaya hoga
Meri yadoon nay ussay khoob rulaya hoga Baat bay baat aankh us ki jo chalakti hogi us nay chahray ko bazoo main chupaya hoga Soocha hoga usnay din main kai baar mujhay Naam hatheli pay bhi likh likh kay mitaya hoga Jahan us nay mera ziker suna hoga kisi say us ki aankhoon main bhi koi aansoo aaya hoga Raat k bheegnay tak neend na aae hogi usay us nay takiye ko seenay say lagaya hoga ho kay nidhaal meri yadoon say tou jana meri tasweer pay hoont apnay tika daina piya |
| Sponsored Links |
|
||||
|
Re: kitni azeeyat se
very nice
|