| You are Unregistered, please register to gain Full access. |
|
![]() |
|
|||||||
| Notices |
~*~ Some Selected Poetry~*~Discuss ~*~ Some Selected Poetry~*~ at the Mehfil; ~*~ Here are my Some Selected Poetry ~*~ Nazar maray dil ki pari door kis ... |
![]() |
|
|
Thread Tools |
| Sponsored Links |
|
||||
|
Re: ~*~ Som Selected Poetry~*~
Very nice Hunain
Keep Posting ![]() |
|
||||
|
AansouN ka ik qatra aur pani ki ik bond shakal o shubahut ek sii lekin donouN ki hayaat hay kitni phisultey hi, tapuktey hi ik lumhey ko thehurtey hi agley lumhey kho jana,fana hojana ferq serf itna hay in mein pani ik bond pey dhabey ka gumaaN dey jaye aur AansouN ka yeh qatra Juzbaat ka bayaan dey jaye |
|
||||
|
Door Jo Aaj Hain Yaad Ate To Hain Khuab Adhoray Shai Khuab Sahary To Hain Aaj Bhi Meri Rahain Rokti Hain Yadain Teri Daman Khanchty Hain Bhool Chukay Hain Jo Humain Yaad Ate To Hain Sadyun Ke Fasle Aaj Hain Darmian Hojain Mager Jitni Bhi Doorian Aap Jahan Bhi Rahain Aap Humary To Hain Khuab Adhorai Shai Khuab Sahary To Hain Jany Phir Kab Milain Tere Mere Rastay Aas Toty Nahe Yaad Itna Rahay Raat Dhalni To Hai Aane Ujalay To Hain |
|
||||
|
asla to hai magar koi fasla nahi mujhse tum juda sahi dil se to juda nahi asman ka fikr kya asman Khafa sahi ap ye bataiey ap to Khafa nahi kashtiyan nahi to kya hausley to paas hain kah do naKhudaon se, tum koi Khuda nahi lijiay bula liya aap ko Khayalon main ab to dekhiay hamen koi dekhata nahi aiay charag-e-dil aaj hi jalaein ham kaisi kal hava chaley koi janata nahi |
|
||||
|
Chaha tu bohut tha lekin wo mila hi nahi, Laakh koshish ki mager yeh fasla mita hi nahi, Na janay zamanay nay mujboor is qader ker diya, Kay wo meri kisi sada pay thera hi nahi, Mien tamam ter koshishoo ky bawajoud har gaya, Wo usay mil gaya jis nay is ko manga hi nahi, Her ik say poucha teray na milnay ka sabub, Her ik nay kaha wo teray liye bana hi nahi!!! |
|
||||
|
chalo eik kaam karte hain tumhe hum bhool jaatay hain tumharay saath jo gurzray they tumharay paas jo guzray they woh saray pal hamaray they tumharay baad saharay they jinhe ab yaad karne se ab un ki baat karne se nahi kuch bhi nahi hasil karay kiyun yaad un ko dil unhe hum bhool jaatay hain tumhe hum bhool jaatay hain kia tha hum ne eik wada woh wada yaad hai kuch to kaha tha door ho kar bhi rahen ge paas hum dono woh wada yaad karne se ab os ki baat karne se nahi kuch bhi nahi hasil karay kiyun yaad os ko dil osay hum bhool jaatay hain tumhe hum bhool jatay hain mujhe khud par yaqeen hai ye tumhe main bhool jaon ga agar tum phir bulao gi to main na pass aaon ga magar ye bhi haqiqat hai ye mere dil ki halat hai jo tum ko yaad karta hai tumhare naam se ab bhi dharakta hai osay kab tak chupaon ga tumhe na bhool paon ga |
|
||||
|
Re: ~*~ Some Selected Poetry~*~
wow niiice
![]() |