| You are Unregistered, please register to gain Full access. |
|
![]() |
|
|||||||
| Notices |
ye kahani phir sahi...Discuss ye kahani phir sahi... at the Mehfil; Hum ko kis k gham ne maara, ye kahani phir sahi, Kis ne tora dil ... |
![]() |
|
|
Thread Tools |
|
||||
|
Hum ko kis k gham ne maara, ye kahani phir sahi, Kis ne tora dil hamara, ye kahani phir sahi ! Dil k lutnay ka sabab poocho na sab k saamnay, Naam aayega tumhara, ye kahani phir sahi ! Nafraton k teer kha kar doston k shehr mein, Hum ne kis kis ko pukara, ye kahani phir sahi ! Kya bataein pyar ki baazi wafa ki raah mein, Kon jeeta kon haara, ye kahani phir sahi ! |
| Sponsored Links |
|
||||
|
Kya bataein pyar ki baazi wafa ki raah mein, Kon jeeta kon haara, ye kahani phir sahi ! Hey GC it waz realy nyc poetry... keep up |