yaar app nai tu rolya diya![]()
YEHI WAFA KA
"YEHI WAFA KA....
Yehi Wafa Ka Silaah Hai, Tu Koi Baat Nahi
Yeh Dard Tum Nay Diya Hai, Tu Koi Baat Nahi
Yehi Buhat Hai K Tum Dekhtay Ho Sahil Say
Safeena Doob Raha Hai, Tu Koi Baat Nahi
Rakha Tha Aashiyana-E-Dil Main Choopa K Tumko
Woh Ghar Tumnay Chor Diya Hai, Tu Koi Baat Nahi
Tum Hi Nay Aaina-E-Dil Mera Banaya Tha
Tum Hi Nay Tor Diya Hai Tu Koi Baat Nahi
Kisey Majaal Kahay Koi Mujh Ko Deewana
Agar Yeh Tumnay Kaha Hai, Tu Koi Baat Nahi <
yaar app nai tu rolya diya![]()
nice one..........sorry ur name plzzzzzz
Yehi Wafaa ka silah hai, to koi baat nahi
Yeh dard tum ne diya hai, to koi baat nahi
Yehi bohot hai k tum dekhte ho sahil se
Safeena doob raha hai, to koi baat nahi
Rakha tha aashiyana-e- dil main chupa k tumko
Woh ghar tumne chor diya hai, to koi baat nahi
Tum hi ne aayena-e-dil mera banaya tha
Tum hi ne tord diya hai, to koi baat nahi
Kis k majaal kahe koi mujh ko deewana
Agar yeh tumne kaha hai, to koi baat nahi
WOW !bohot khoob .. yeh tumne khud likhi hai sweeto ??
thanks for sharing .. it's really sweet
really sweeto its so sweet poem
thank u for sharing![]()
No maine nai likhi hai fizo..
thanks for liking muzna sis and fizzzo
Mujhe kafi pasand hai ye. Nice sharing Naila![]()
Thanks for liking baji![]()
wah janaab wah kia baat hai
thanks for liking![]()
very Nice
Ik umar ki judai mera naseeb kar ke
Woh to chala gaya hai baaten ajeeb kar ke
Tarz-e-wafa ko us ki kia naam don main ab
Khud door ho gaya hai mujh ko qareeb kar ke
Bookmarks