Walikum Assalam .. ahsssas
Alhamdulillah (الحمد لله) iam good GOOOOD lol what about u ?
great thx app nay asa na srif soocha bulkay kara be or sab say pehlay kaha thx

anyway aap ko bhaut bhaut eid mubarak ho Allah subantallah aap or aap kay ghar walo, (ghar wala agar hai tu us ko), frieds, love ones sab per apni rehmatian nazal karay or aap sab ko duno dunyia mein sucessful karay ..ameen ..
wasay aap ko pata be kasay chalay ga caz Vallah meray pass eid nehi hai lol well humhray yahan tu chaand he dhoonda ja rha hai millnay walay ko Govt eid mubarak kay day ge :P halakay mein nay kaha tha kay mein hon na chaand jasa per woh bolay chand per tu dhaag hain is leay tum chand ho nehi saktay ..aab koi dhaagdar banda dhoond rhay hai shakal ka kirdar kay tu Pakistani Govt mein bhaut hai hai na lol
Allah hafiz