na na na abhi nahin bataon gi colours .. suspense rakhungi main ab to ..
n meri video to dekhein zara .. hans hans k bura haal hoye ga .. par main change karti rahun gi .. WOW ! aik aur mazay ki cheez agayi youtube .. kewl .. bohot bohot acha lag raha hai ..
u've done a gr8 job !
hmmm .. phir to yeh shiddat aapki kahin aapko sookha hi na karde .. main to abhi start nahin karun gi is pe kaam .. nxt week easter holidays horahi hain to unmein hi ab layout ka kuch karungi .. abhi zara assignments par kaam chal raha haina
yea .. u r rite orkut ki tarha donut error nahin ata .. maine to orkut account hi delete kardiya .. itna boring hogaya tha ... aur idhar hi shift hogayi main to ab ... idhar to varities hain .. jab dil chaha posting karo, jab dil chaha comments karo sab ko n saath saath ache ache songs suno
yup .. jee parh li maine woh post .. abhi syeda ne apni profile banayi hai .. osne dekh liya hai k kaise banani hai layout .. ab woh meri help kardegi .. hehe yeh waise shughal aapne acha bana diya hai k har koi profile hi apni set kar raha hai .. n comments k liye to bohot hi acha hai .. ab humein orkut join karne ki zaroorat hi hai n desi radio kahan chala gaya ??
jee Adeel bhai .. maine woh DT girl ka layout karliya hai ..
hehhehe .. aap pooch rahe hain mujhse HEX & CSS codes ka ... naah main itni achi nahin hui abhi I.C.T mein .. hoti to main khud hi bana leti na layout jo mere dimagh mein chal raha hai .. par afsos main kar nahin sakti ... chalein main try karti hoon CSS & HEX codes ka kuch karti hoon .. agar nahin hosaka to i'll ask u .. kyun theek haina ??
take carez & be happy
Allah hafiz
yeh layout khud banana parta hai na sis jo dosre sites per milte hien woh nahi chalen gey.. aapko agar HEX codes or CSS styling aate hien colors k to app default layout copy ker k unhien edit ker lein... us se apne fav colors ka bana lein