W.Salaam n Salaam to u too Manni9 Jii

hmmm ghayab hu tu isiliye ke aajkal zara kaam barh gaye hain ghar ke kaam boht hotay hain aur is month mai humaray yahan MashAllah se khub ronaq lagi rehti hai ghar mai tu tht is y mujhe time nahi milla online anay ka jo dt per visit karleti..............Aap bataiye kitna aur sataya aap logo ne bechari Fatima koo ahahahaha takecare gott-a-goo now have fun...........