Jo hum kuch kahen
Jo hum kuch kahen to bura unhain kagta hai
Hum tareef bhi karen to giran guzarta hai
Ho ab kia tadbeer ibtada-e-guftagoo ki
Sar-e-mehfil naam lena gunnah humain lagta hai
Kuch woh bhi to junbish labon ko dain
Yun un ka khamosh rehna kuch na kuch kehta hai
Samajh nahin aati yeh un ki boli hum ko
Har waqt gum sum rehna hum ko nahin aata hai
Isharan kinayon main kuch to jawab dijiye
Yun intezar karna hum ko nahin aata hai
Khudara kuch to boliye yun zulm na kijiye
Warna HASSAN yahan se phir chala jata hia
|