Ameen, bilkul sahee kaha aap nai ke chahai thoreee see hee kiyun na ho help zaroor kernee chaheye is waqt hamare apno ko hee hamaree zaroorat hai.
aslam o alikum all of u
kaisay hain aap sab
bus abi battay baithay dil aayay kay koey topic start kar kay apni feeling share karoun
about da disaster
samajh nahin aa raha kahan say start karoun
but yeh jo kuch b hoa hai is nay sab muslimz ko hilla kay rakh dia
hai
yehi wajjah hai kay hum sab muslimz hain but naam kay
hi rteh gayay hain
app log kia kehtay hain
aur plz
humauin un sab ki help karni chaiyay chaiya hum bohut kam hi help karain but zaroor karni chaiyay
n dua b klarni chaiyay kay allah hum sab ko apni hifzo amman main rakhay
Ameen, bilkul sahee kaha aap nai ke chahai thoreee see hee kiyun na ho help zaroor kernee chaheye is waqt hamare apno ko hee hamaree zaroorat hai.
g right...hum say jitna ho sakta haiOriginally Posted by xeon @ Wed Oct 12, 2005 1:08 pm
humain karna chahiay agar yahi wakt kudhanakuwasta hum pur aa jat to![]()
exactly, u never know kabhi b kuch b ho sakta hai. ab jo yeh sab howa,aur itnay logoo ki death howi, us ke liye tu kuch nahi kia ja sakta, per jin logoo ko help ki zaroorat hai, un ki karni chaye. baki Allah bus apna karam karien.
yeah app sahi keh rahi ho yeh sab tu allah g nay kia hai na
hum tu kuch b nahin kar sakthay saway jo bachay hain un ki help aur join ki death hoai hai unhain kaffan farhaam karain
Ameen
Aameen!
N sahi keh rahee hein aap Pinky k jitnii bhi hosakey apnii taraf se humein help zaroor karni chahiyeAur zaroori nahin k yeh soch k karein k kal hamarii bhi koi karega...insaaniyat k naatey unka dukh bhi samajh saktey hein.
Hmm...Aaj tv pe program aaraha tha koi...us mein dekh k laga k jo challey gaye woh tou gaye hi Allah k paas per jo bach gaye hein unki halat aur ziyada burri hai...patta nahin kese survive kareingey...ab sardii se log n bachey bimaar honna shuru hogaye hein...us pe baarishein bhi horaheen hein...
Bus Allah rahim farmayein ab sub pe...Aameen!
AMEN!
inshallahOriginally Posted by Endurer @ Wed Oct 12, 2005 6:59 pm
g aap nay bilkul sahi kaha
humain un ki madad karni chahiay
is liay nahin kay kudhanakuwasta hum pur
b yeh wakt aayay.....ALLAH talah hum sab
ko is mushkil wakt main un ki help karnay ki
toufeek atta farmayay ameen
Originally Posted by Perfectionist @ Wed Oct 12, 2005 9:57 pm
![]()
Bookmarks