Tumse Mil kar, jaana hai humne
pyar hota hai kya...

teri deed kar ke, jaana hai humne
deedar hota hai kya..

tumse mil kar, jaana hai humne..
ehsaas hota hai kya...

tujhe kareeb paa kar jaana hai humne
yeh manzil hoti hai kya..

tera haath thaam kar, jaana hai humne
yeh saharaa hota hai kya...

magar tujhe kho kar, jaana hai humne
yeh dard hota hai kya...


This poem is written by ME - Naila
I hope u ppl liked it :$