Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 10 of 21

Thread: mohabbat jab sumar karna

  1. #1


    mohabbat jab sumar karna



    mohabbat jab sumar karna tu sazzish bhi sumar karna
    ju mery hisay main aii hai wo aziyat bhi sumar karna



    jalaye rakhon gi subha tak main tumharey rasto main apni ankhey
    magar kahen zabat tooth jaye tu barish bhi sumar karna



    ju hurf lohey wafa pay likhey hoye hai in ko bhi dekh lina
    ju raiegha hogi wo sari aibaretey bhi sumar karna



    ye sardiyo ka udas musam ki dharkaney barf hogi hai
    jab in ki yekh bastagi parakna , tamazatey bhi sumar karna



    tum apni majburiyo k kissay zaroor likhna wazahato say
    ju meri ankho main jal bujhhi hai wo khawishay bhi sumar karna





  2. #2

  3. #3

  4. #4
    sweet

    nice one imran bohat khob friend nice:smartass:


  5. #5
    sweet post

    gr88 nice one post

    mohabbat jab sumar karna tu sazzish bhi sumar karna
    ju mery hisay main aii hai wo aziyat bhi sumar karna


  6. #6

  7. #7
    kiya baat hai app ki

    nice sweete very sweet post


  8. #8
    mohbbat ka doshman tu aai zamana hai azal se

    dhoka tum ko milya tu koy baat ..............nahi

    nice one IMRAN.......... SHUKREYA DISI TWIST APP KI SITE NO 1



  9. #9

  10. #10
    waah wah wah bohat poetry hai

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •