mohabbat jab sumar karna



mohabbat jab sumar karna tu sazzish bhi sumar karna
ju mery hisay main aii hai wo aziyat bhi sumar karna



jalaye rakhon gi subha tak main tumharey rasto main apni ankhey
magar kahen zabat tooth jaye tu barish bhi sumar karna



ju hurf lohey wafa pay likhey hoye hai in ko bhi dekh lina
ju raiegha hogi wo sari aibaretey bhi sumar karna



ye sardiyo ka udas musam ki dharkaney barf hogi hai
jab in ki yekh bastagi parakna , tamazatey bhi sumar karna



tum apni majburiyo k kissay zaroor likhna wazahato say
ju meri ankho main jal bujhhi hai wo khawishay bhi sumar karna