toofan kaisa toofan?
bahar toofan khatam ho aur main gher ja sakoon
toofan kaisa toofan?
haan yahan toofan aaya huwa hea ager bahar nikkla tou urr ker norway aajaon ga
lolzz...agar aap ao ghe to toofan to saath mein hi ayegha na
lolz.. urh k ap ne norway hi jana ha hawa ko bhi makhan lagana k wo apko norway begh de
nahi hawa say baat huwi thi meri ke mujhe uk janna hea but visa nahi hea na issliye norway hi sahi
yeh haawaaaein yeh fizaein rukhti nahi..yeh manni ki baat ko to sune ghi hi nahi
hahahaha...
hawa ko bhi chora apnee.. ap ka kuch nahi ho sakta
are nahi sweety.. manni ji hawa se bhi flirt kar sakte hein
to idher ka visa hai aapke paas? hawa ne to aapko sath samundar paar chor ke ajana haiOriginally Posted by manni9, post: 223794