Results 1 to 2 of 2

Thread: Ghazal

  1. #1
    Harf chaar hi ti thay,daastaan kia kartay
    Ham zameen-e-chaahat ko aasmaan kia kartay

    Jism kay andheray mein,khwahishon kaa ujla pan
    Khwaab daikhnay walay ye dhiyaan kia kartay

    Harf jorrtay rehna,ye hunar bhi accha hay
    Be-zubaan mausam mein meri jaan,kia kartay

    Waadion mein sooraj bhi dair say nikalta hay
    Raat kay thakay haaray ye gumaan kia kartay

    by Raees qamar
    [SIGPIC][/SIGPIC]

  2. #2
    its nice to read
    thanks for sharing it

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •