Page 2 of 3 FirstFirst 123 LastLast
Results 11 to 20 of 24

Thread: Gusal ke Faraiz

  1. #11
    yes xeon bro rahen is rite gusal mein point 6 nahi hey gusal ke faraiz mein..... ye point wuzu mein shamil hey xeon bhai

  2. #12
    wodhu mein feets dhona important hai...lekin gusal mein feets dhona hai he nahi kyunki last step mein hum full body par pani daalte hain...



  3. #13

  4. #14
    very nice information shared by everyone...
    Thanks for bringing it out...villies, xeon, and Rahen sis.
    take life as it comes

  5. #15
    All credit goes to villies n xeon .....i didnot do anything...



  6. #16
    Quote Originally Posted by RAHEN, post: 249330
    wodhu mein feets dhona important hai...lekin gusal mein feets dhona hai he nahi kyunki last step mein hum full body par pani daalte hain...
    achha full body pe pani dalna hota hai tu pair is liye nahi dhote but sar ka massah, poora munh or hath waghaira kiyun dhote hain. ok wajah batata hoon ke kiyun pair end main dhote hain. Agar Ghusal kerte waqt paani jama ho jae tu end main pair dhote hain.

  7. #17

  8. #18
    I know sis, you can read this link also:

    http://www.islamicacademy.org/html/L...lish/Ghusl.htm

    Actually main Hanfi Maslak follow kerta hoon or us main aisa hai or main Islami Links nahi daikhta net per yeh main nai seekha hai jaa ker, tareekai dono theek hain. my bad werna start main hee clear ho jatee baat.

  9. #19
    Dear Xeon & Rahen... Me ye kehna chahoga ke yaha per shayed hum me se kisi ko bhi ziada knowledge nahi hey... islye behter yehi hey ke jis ka dil jo qubole wo wohi kare... ALLAH qubol karne wala hey... Hum sirf Dua karte hian ke ALLAH Pak humari ki gayee Ibadat ko apni BarGah mein Qubool farmaye
    Ameen

  10. #20
    Quote Originally Posted by xeon, post: 252213
    I know sis, you can read this link also:

    http://www.islamicacademy.org/html/L...lish/Ghusl.htm

    Actually main Hanfi Maslak follow kerta hoon or us main aisa hai or main Islami Links nahi daikhta net per yeh main nai seekha hai jaa ker, tareekai dono theek hain. my bad werna start main hee clear ho jatee baat.
    agar aap ne khud ja kar seekha hai tau me bhi issi ko he abhi se follow karongi inshaALLAH...

    villies...wo baat sahi hai ...lekin agar pata ho k galti ho rahi hai tau rehnumayi(advice) le jati hai..kyunki yeh jaanne k baad k yeh galat hai tau gunnah hota hai....jab tak maaloom na ho tau baat alag hai...lekin jab pata chal jaye tau sahi ko follow karna chahiye...



Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •