Page 2 of 2 FirstFirst 12
Results 11 to 14 of 14

Thread: ~How do you handle relationship with your parents ?~

  1. #11
    Quote Originally Posted by manni9, post: 245814
    Naila baat trust ki nahi hooti.Parents larkioon per bauth trust kerte hain per dunnya bauth buri hea,dunnya per trust nahi kersakkte.

    yup i agree with u ..Yeh Zalim SIMAAAAJ ...Jeenee nahi daitai
    ~*jeenah mera terah Lila too nahi pas to kiya howa_khushboo tere har pal rahai sanshoo meri sada_mai nahi jaata meri manzil kahan Yoon hee chalta rahoon mai agar_yeh hai kasa seher_ junoon ka safar tera aihsaas he too rahai gah amar *~

    [SIGPIC][/SIGPIC]

    ~Come with me and sleep forevermore...~

  2. #12
    Quote Originally Posted by villies, post: 246050
    parents apne bacho ki buhat care karte hian isi lye un kelye pareshan hojate hain... kabhi kabhi buhat ziada objections bhi karte hian jis ki waja se hume lagta hey ke hum per pabandi lagai jarahi hey ya humare sath acha behave nahi kia jaraha hey jab ke aisa bilkul nahi hey... ager kisi bat ko mana karte hain to soch samajh ke karte hian... dante hain to us ki waja bhi sirf un ka pyar hota hey ..... I just want to say hume her hal mein apne parents ki kahi bat ko follow karna chahiye.. yehi sab se acha hey ...

    i agree with u too
    ~*jeenah mera terah Lila too nahi pas to kiya howa_khushboo tere har pal rahai sanshoo meri sada_mai nahi jaata meri manzil kahan Yoon hee chalta rahoon mai agar_yeh hai kasa seher_ junoon ka safar tera aihsaas he too rahai gah amar *~

    [SIGPIC][/SIGPIC]

    ~Come with me and sleep forevermore...~

  3. #13
    jab me school and college mein thi..tau parents k sath hamesha meri baat cheet hoti thi is mamle par k woh mujhe ijazat de dein k me apne frnd k ghar jaon..aur hamesha end result yehi hota tha k mere parents no keh dete thay...aur me kehti thi..k kia mere frnds k parents nahi hai..kia unhe apne bachon ki fikar nahi hai..unhe bhi hai.....is tarhan discussion khatam ho jati thi..aur end result mujhe ijazat nahi milti thi...us k baad aik din mere frnds book fair k liye ja rahe thay aur me ka bhi dil chaha...as usual me ne is baar bhi hopefully try kia...aur luck ne sath diya...is dafa parents ne kaha theek hai ho kar aa jao...and that waz one of ma wonderful day..me gayi frnds k sath...book fair dekha, kuch nayi informations bhi hasil ki..shopping bhi ki...phir centre..aur jaldi ghar aagayi...us din k baad me jab bhi frnds k ghar jane ka kehti hoon tau maan jate hain..lekin yeh kehte hain..k mom ko sath le kar jao...aur kuch din pehle tau kaha k mom agar nahi jana chahti tau tum ho kar aagao...lekin ab me ko acha nahi lagta mom k bagair jane ko.....

    yes there is generation gap...aur yeh generation gap waqt k sath khatam ho jata hai...pehle me makeup use karne ki ijazat nahi thi...aur ab dekho mera box bhara hoa hai...pehle net nahi use karti thi..kyunki dad k frnd kehte thay k net is kharab is mein koi achayi nahi hai...lekin ab dekho..dsl hai..bahut cheezon mein badlao aajata hai..aur kuch mein nahi aur unhe change bhi nahi karna chahiye..jaise koi ghar mein mehmaan aata hai tau usse achi tarhan welcome kar k..kuch khila pila k bhejna chahiye..aur hamesha sar par dupatta hona chaihiye.......

    Generation gap is there n everywhere...aur kyun na ho...jab hummare parents mature hoye tau unhon ne different mahaul dekha...aur jab hum mature hoye hum ne different mahaul dekha...there is a gap of thinking..jo waqt k sath aik jagah par mil he jati hai...

    jugnoh v.nice thread.. reps for u...welldone ..:up;

  4. #14

    ijazat nahi mil ne chahieyah ...yaar ap ka parents bhoot phayar kerte hai ...and u know very well ka gals ka mumalah torah sensitive be hota hai ...kush gals with the passage of tim iss ijazat koo mis use be kerte hai ....let me tell recent i hav spend 3 complete days with 1 of my friend ... wht ever we hav done ...i didnt want to go in details ...interest jis ka be tha i didnt know ghaltee sub hee kee hotee hai ...now i m feelin guilty ka ...ham ne apanh parents se Jhooot be bolah ...and goo woo ham pe trust kertai hai ...us trust ka na Jiaz faidah be uthah ...although kush aisa mis hap mere life mai howah nahi par jis din unhai pata chalai gah ...sachiii unhai bhoot dukh hoo gah ....so in short gals ka mumalah mai ..parents bhooot strict honah chahieya ...thats wht i ...hav concluded ...pehlai mai samaj ta tha ...yeh bhooot mushkil kaam hai ...par yaar ghalat kaam ghalat he hota hai ...Blunders r always ....bluders ....

    yes there is generation gap...aur yeh generation gap waqt k sath khatam ho jata hai...pehle me makeup use karne ki ijazat nahi thi...aur ab dekho mera box bhara hoa hai...pehle net nahi use karti thi..kyunki dad k frnd kehte thay k net is kharab is mein koi achayi nahi hai...lekin ab dekho..dsl hai..bahut cheezon mein badlao aajata hai..aur kuch mein nahi aur unhe change bhi nahi karna chahiye..jaise koi ghar mein mehmaan aata hai tau usse achi tarhan welcome kar k..kuch khila pila k bhejna chahiye..aur hamesha sar par dupatta hona chaihiye.......

    Makup ka liya be ijazat ........ hota hai suru suru mai :biggrin:

    jii abhii app bare hooo gie hooo ...acha burah samajtee hooo ...is liya ....

    Generation gap is there n everywhere...aur kyun na ho...jab hummare parents mature hoye tau unhon ne different mahaul dekha...aur jab hum mature hoye hum ne different mahaul dekha...there is a gap of thinking..jo waqt k sath aik jagah par mil he jati hai...

    jugnoh v.nice thread.. reps for u...welldone ..:up;

    thank U soo much
    ~*jeenah mera terah Lila too nahi pas to kiya howa_khushboo tere har pal rahai sanshoo meri sada_mai nahi jaata meri manzil kahan Yoon hee chalta rahoon mai agar_yeh hai kasa seher_ junoon ka safar tera aihsaas he too rahai gah amar *~

    [SIGPIC][/SIGPIC]

    ~Come with me and sleep forevermore...~

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •