Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 13

Thread: Hansna Mana Hy:)

  1. #1
    Asalam-o-alekum nazren subha ke bara baje hen sab se phele kuch khas khas khabren muhakm-e-mosimyat ne peshan goi ki hy k ayndha 12 ghanto men aap sab ka musam mutadil rahey ga lakin ayndha 24 ghanto men barish hone or tez hawa chalney k imkinat hen, is liya aap se darkhuast hy k pani k istemal kam karen or garam kaprey pehney, Undrone Sindh k ek chotey se gawon mahrashat me tez hawain chalen ki surat men purey ka pura gawon tabha ho gaya, bs ek hi shaks zinda bach saka aye us se miltey hen, hamarey numinday ne jab us se pucha k aap kesey bach gaye tu us ne bataya k men ek bhikari tha raat ko soney leta tu koi kambakhat mere uper kachrey ka tirak ulat gaya or jab tez hawain chali tu men kachrey se nikal saka lakin jab men ne uth kar dekha tu wahan par koi nhi tha men udhar ka badsha tha is liya ab mujhe kachra seat k nam se yaad kiya jaye. tu nazren humarey numaindey ne jo andaza lagay us se ye baat samne aati hy k aap log pani ka istemal kam karen or garam kaprey pehney. acha ab humen ijazat den q k ager hum ne or khabren sonai tu yahen par sabzimandi khul jaye gi.
    hasna mana hy or aap phir hans rahey hen dekhey aap hansey nhi q k aap ka kubsurat sa chera tu dekhta hy lakin aap ke bad surat dant bhi bin bulay mehman ki tarhan chaley aatey hen ye q aatey hen kisi ko nhi pata is baat ko le kar white house men sadar bush ki nenden tak haram hoi hoi hen k ye q chaley atey hen aap log phir hans rahey hen bs hanstey rehen hum ja rahe hen.


    ye ek simple tha ager aap ko acha lagey tu zaror batayega. k aap ko ye acha laga ya nhi.

  2. #2

  3. #3
    touba aik to yeh chubta hua green color dimaagh pe lagraha hai

  4. #4
    lol..dimaagh par nahi ..ankhoun ko chub raha hai yeh colour mujhe minarai pakstan nazar a raha hai lol

  5. #5
    rofl...

    dimaagh pe bhi asr parta hai na

  6. #6

  7. #7
    jab dimaagh hi nahi hoga to phir aesa hi haal hoga tumhara

  8. #8
    nahi aisi cheezoun main dimaagh use nahi kartai:P...aap ki tarah ham to chess main dimaagh lagate hain chawlies main nahi :P..

  9. #9
    acha bongion mein bhi tum lagate ho

  10. #10
    ooo bhai pehlay kissi aur color say likhooo we cant read to hasna to door ki baat hai ... ok i cant read a sentence ...
    [SIGPIC][/SIGPIC]

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •