Results 1 to 5 of 5

Thread: Apna dukh dard...

  1. #1
    Apna dukh dard batana bhi nahi chahta main

    kuch magar uss se chupana bhi nahi chahta main

    Inteqaam apna wahan ja k mujhe lena hai

    Dil jahan koi dukhana bhi nahi chahta main

    uss ki tasveer bhi aankhon mein liye phirta hoon

    aor kabhi samne aana bhi nahi chahta main

    baat chup rehne se kuch aor biger jati hai

    lafz ko teer banana bhi nahi chahta main

    Ek hijrat hai k jo har haal mein kerni hai

    sheher ko chhor k jana bhi nahi chahta main

    uss ko mashkook nigaahon se main kyun dekhta hoon

    jis ko nazron se girana bhi nahi chahta main

    ab utarta jata hai judai ka nasha mujh per se

    khud ko jab hosh mein lana bhi nahi chahta
    wOrK SmaRt NoT HaRd......

  2. #2
    wah kia baat hai....bahut superb...i second shair tau mast hai...thanks 4 sharing ..candle sis...



  3. #3
    GC hamesha dukh dard wali post kerti hai..
    isay yun dukhi dekhna bhi nahi chahta mein....
    GC ka dhamag bhut zyada kharab hogaya hai...
    per kiya karon usay sudhahrna bhi nahi chahta mein...

    ap mujhy bhigri howi achi lagti ho...

  4. #4
    this one is also nice candle

  5. #5

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •