Na janeh kiya hooha jo tu neh choo liya
khila gulab ke tarah mera baden
nikher niker gahee .sawar sawar gahee
bana keh aheena tujeh hey jane mun
Na janeh kiya hooha jo tu neh choo liya
khila gulab ke tarah mera baden
nikher niker gahee .sawar sawar gahee
bana keh aheena tujeh hey jane mun
Na janay meray dil ko kia ho gaya
abi tu yahi tha abi kho gaya
ho gaya hai tujh ko tu pyar sajna
lakh kar le tu inkar sajna
hai yeh pyar sajna
one of my fav song, :blush: anyone knows which movie is this from??? :ang9:Originally Posted by Naresh @ Mon Mar 21, 2005 9:38 am
Anakhey bari pagel hain
her baat batatee hain
jo hont na ga pahey
wo geet sunatee hain
Na marte ham tu kiya kerte
hazaron main tum hee tum ho
maire sanaM
Mujhe yahan aapki chahat le kar aayi hai
Sach maaniye meri baaton mein sachai hai
Maine aapse hi shohrat ki manzil paayi hai
Ab main kahan jaaongha
Jab tak kahein ghaaongha
Bhulana Sakoo Gay Mujhe Bhool Kar Tum
Mein Aksar Tumhein Yaad Ati Rahongi
Kabhi Khuwab Ban Kar Kabhi Yaad Ban Kar
Mein Neendein Tumhari Churati Rahongi
Aisa zakahm dia hai jo na phir bharay ga
har haseen cehray se ab yeh dil daray ga
hum tu jaan de kar yoohi maar mittay thay
sun lo ae hasseno yeh hum se ab na ho ga
Agar zindagi sey muhabbat karo gay
Muhabbar kissey sey kar na sako gay
Agar darde dil key shekayath karogey
muhabbat kissey sey kar na sako gay
hey [username:48beee4c6e], i know whats on your mind
yeh jo muhabbat hai bus un ka hai kaam
mehboob ka jo bus letay howay naam
maar jaien mit jaien ho jaien barbad
rehnay do chorro do janay do yaar
hum na karien gey pyar
Rote hue aate hain sab
hansta hua jo jae ga
woh muqaddar ka sikandar
janeman kehlae ga :bigthumb;