Page 3 of 5 FirstFirst 12345 LastLast
Results 21 to 30 of 50

Thread: An Interview With 'Faisal Bhai'

  1. #21
    Nahi, Kabhi nahi mujhe aisa laga, aur nahi kabhi main aap se tung hoa tha.

    I am Software engineer, Maira profession, maira khud ka decision hai, mairay parents nay mujh per impose nahi kya, infact they supported me too much to choose my profession, bachpan main bus jis tarah parents kahtay hain, k maira baita doctor banayga, during schooling bus yehi cheez aik dimagh main thi k doctor ban na hai, but when I selected pre-engineering in FSC due to the suggestion of some sincere persons, I changed my mind to be an engineer.

    I dont like junk foods too much, but whenever i got chance to have some, i used to take chicken burger

    Pakistan is best for spending summer vacations, swat, kalam, shugran, Saif-ul-muluuk lake are the best sights in the world.

    Yeah nowadays too much. for the last many month, i didnt enjoyed any weekend, i worked all the day long on sunday also.

    Waseem Akram and Aamir Sohail

    I dont like juices too much, I normally like Mango Milk Shake in summer most of the time, But if I have to take some, i would like to take mango juice.

    Quotation: I mean that I dont remember that I ever learn from experiences, I have not been changed.

  2. #22
    Haha.Good interview.

    Loved the humour and the to the point answers.

  3. #23
    ji acha ...best of luck for ur future and present...:up;



  4. #24

  5. #25
    welcome bhai...aik last question...

    wat advice or tips would u like to give to new couples in the town...except saying...shaadi aik aisa ladoo hai jo khaye pachtaye aur jo na khaye woh bhi pachtaye...



  6. #26
    Newly couples ko main bus itna kahoon ga, k aik doosray ko samjhain.
    khaas kr males ko yeh kahoonga k zaroori nahi k har muamlay main aurat hi compromise karay, they also have to compromise, aur aap k tamam compromise aurat k just aik compromise k samnay chhotay hain, k woh zindagi ka aadha hissah jin k saath guzarti hai, sirf aap k liye un sub ko chhod ker aap k paas aajati hai, this is a great compromise, agar aap samajhna chaho tou.

    Anaa aik aisa deemak hai jo har rishtay ko kha jata hai, aur shaadi tou aisa rishta hai, jo kacchay dhagay say bandha hota hai, iss rishtay main anaa naam ki koyee cheez nahi honi chahiye, is dhagay ko mian biwi mill kar itna mazboot banaain, k koyee bhi museebat ya aafat usko tod na sakay

    Aik doosray k samnay apnay pyar ka izhar kardainay yeh nahi hota k doosra yeh samajhta hai k yeh mairay baghair nahi rah sakta main jo marzi karloon yeh mairay liye kuch bhi karsakta hai, balk is tarah tou pyar aur mazboot hota hai. Doosray ko apni importance ka ehsaas hota hai.

    Allah sub couple ko aapis main khush o khurram rakhay Amen

  7. #27

  8. #28

  9. #29

  10. #30
    nice advice sporadic...ache replies diye aap ne...



Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •