Manni....bro aisi koi baat nahin hai...yahan tou har koi different culture....cities ya language se taaluq rakhtaa hai tou iska matlab yeh tou nahin k hum usko lekey aapas mein lar parrein

Ab is bahis ko khatum kartey hein....mujhe umeed hai k ab sub aaram se enjoy kareingey yahan n koi maslaa nahin hoga