TEEN NAZUK GHARIYAAN !
" Hazrat Ayesha (R A) kay baray mein bayaan kiya jata hai kay inhay jahannum ki yaad aai to be akhtiyaar ro parhin- Hazarat Mohammad ( S W) ne in se poocha 'kis cheaz ki yaad rula rahi hai bolain mujhe jahannum ki aag yaad aai'be akhtiyaar roona aagaya- yeh bataiya kay qayamat kay din aap (S W ) apni bewiyoon ko yaad rakhaingay ? Hazarat Mohammad ( S W)nain farmaya(AYESHA!)
teen mukay to ayse nazuk hon gay k koi kisi ko yaad na rakh sakay ga- ek wo jab insaan k aamaal tolay ja rahe hon gay'har ek ko fikar hoogi k is ki nekiyoon ka palera halka rehta hai ya bhari... dusra nazuk muka wo hoga jab nama-e- amal haath mein peeth kay peechay se aur teesra nazuk mauqa jab pul-e-siraat se guzar hoga aur wo jahannum k upper rakha jaye ga.