Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 14

Thread: Creative Idea!

  1. #1
    AOA!
    Sab jaante hein Islam kiya hae, aur sab yeh bhi jaante hein keh Islam ki behtri ya'ani Islam ka peghaam sahi tarah se pohanchana humare hi samaj aur mashre ki behtri ka ba'is ban sakta hae, aaye, apne keeemti waqt ke do lamhe yahan guzariye aur sochte hein keh ham Islam ko nojwaan perhi ke waste kaise asaan aur dilchasp banakar tableegh kar sakte hein...
    Umeed hae keh tamam arakaan sherkat kerenge...
    Allah Hafiz!

  2. #2
    share islamic stories...with kids...they will find love for it...
    share the difference of opinion among many religions...read books urself...and teach them...clear their misunderstanding...



  3. #3
    Yes, like sis said...teach each other by telling stories and exchanging knowledge. Reading and discussing in good taste
    ~Ye Dard Ka Tufaan Guzra kyu nahi..Dil Toot Gayaa Hai To Bikhra kyu nahi..Ek Hi Shakhs Ko Chahta Hai kyu Itna..Koi Dusra Is Dil Me Utarta kyu nahi~

  4. #4
    yeah...if we know our best...then only we can answer...thats why its always better to learn urself and then answer.



  5. #5
    aik maslah

    Aslamoaliekum.
    Alahdulilah, Hamsheerah mubarikon ne bahut khoob khiayalaat ka izhaar kiya hae. Haan, aik mukhtasir si baat hae, keh aaj kal ke nojawaan, jin mein na keh siraf bache ya teenagres ate hein, aaj kal to bees se zaid sal ke log bhi bache kehlate hein, ab kahan woh zamana keh kisi 60 sal ke shakhs ko kehen yeh to sithya gya hae, asi asi saal se bhi ziada log jite hein, kher, meri baat yeh thi keh kitaabon ki ahmiyat ghat gayi hae, jo keh aik alag kissa hae keh kitaboon ko wapas kese laya jaye. Kahaniyaan to ab SMS mein hi hot tin hein, ko fahashi se aaluda bhi hote hein. Is dor ke mutabik, hemien peer rawayaat ko sikhana chahiye, jo Islam ke mutabik hein. Mein jab bahut chota bach tha aur ab aik 14 sala larka hoon, mujhe kabhi kisi ne betha kar Islam ke bare mein yoon nahin bataya tha keh Islam kiya haeshayed isliye keh aba jaan khafa ho kar ghar chor gaye the kisi baat par, alahmdulilah woh ab kisi se khafa nahin, kher ami jaan ka koi kasoor na tha, par gharelu baaton ki yeh jagha nahin. Mene jo sikha, khud sikha, khod Quranaur namaz se dosti ki, khod taweel taweel wazaif kiye, aur aaj mein islam mein mukamal tor par mutalah hoon. I s se maloom hota hae keh kisi sahi kaha:
    jahan jazba e tameer zinda hae
    ham mein kis cheez ki kami hae
    (yeh sahi nahin likha huwa, pura yaad nahin aa raha)
    A b kiya karna hae is par roshni daal te hein,
    lekin Rahen baji aur friendlygal786 baji ne bahut khoobsorat byanaat teherir kiye hein, mujhe umeed hae keh aur log bhi shamil honge.
    khoda hafiz,
    MULANA MUHAMAD SHAHZAIB KHAN

  6. #6
    Rahen Ji Aur Friendlygal786 Ka Bahut Shuktiya!

  7. #7
    ur welcome--Also, Youngsters ko khud bhi Islam seekh ne mai dil chaspi leni chaiye..agar koi interest na le tho sikhane ka kya faida, aur unka attention grab karne ke liye koi tareeka hona chaiye...
    ~Ye Dard Ka Tufaan Guzra kyu nahi..Dil Toot Gayaa Hai To Bikhra kyu nahi..Ek Hi Shakhs Ko Chahta Hai kyu Itna..Koi Dusra Is Dil Me Utarta kyu nahi~

  8. #8
    Quote Originally Posted by friendlygal786, post: 299519
    ur welcome--Also, Youngsters ko khud bhi Islam seekh ne mai dil chaspi leni chaiye..agar koi interest na le tho sikhane ka kya faida, aur unka attention grab karne ke liye koi tareeka hona chaiye...
    Bialkul Dorost!

  9. #9
    and the way to grab kids to islam is through telling them stories abt Prophet (PBUH).in an interesting way..instead of telling them fantasy stories in the night...



  10. #10
    Quote Originally Posted by Shaeireurdu, post: 299362
    MULANA MUHAMAD SHAHZAIB KHAN
    sorry to ask .. per main janna chahta hon .. aap ne kis madrasy ya institution se islam ke baray main ilm hasil kiya hai jo aap ke naam ke saath 'mulana' lagaya jata hai .. (ya aap mehaz shokiya laga rahe hain!)

    aur agar aap ki age waqai hai 14 saal ke hai toh i'm sorry to say .. pehle ja ke pori taleem hasil karein phir try adding any prefix to your name ..

    for other people: Maulana (molvi or imam or sheikh) .. all these are religious and prestigious titles .. koi shaks bhi monh utha ke enhein apne naam ke saath use nahi kar sakta (for example Father for Christian Priests, Pandit for Hinduism) .. i know Pakistan main yeh aam rawaj hai mulana kehna .. but even there a person has to first graduate from some Islamic institution to do this ...
    aye dil tu tanhaiyon main rehne ka AaDi hoja.. jinhein tu yaad karta hai wo bare masroof rehte hain..

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •