Results 1 to 3 of 3

Thread: plz plz plz solve my problem

  1. #1
    assalam o alaikum
    woh na meray saath aik massala ho gayya hai woh zaheer bhai app nay mujhay pahlay bhi kaha tha kay submit ka button aik baar click kia karo laikin Allah jaanay kia hai woh apni taraf say to aik dafa send kia tha laikin ho 2 dafa gayya iss baar phir i am sorry mera koi maqsad tang karna nahi hai woh unintentionally ho jaata hai mujh say aur na woh yah kay na kahi page refresh karnay say to nahi 2 dafa send hota ?plz do tell me what should i do?

  2. #2
    w/salam

    jee 2 hi tareeqon say double posts hoti hain. ya to aap submit k button per 2 dafa click karti hain ya submit karnay k badh aap refresh ka button click karti hain. wait kia karen karen jub tak page khud se change na ho jaaiy. us per likha hua aata hai k "message has been submitted" aur aap ko 2 options miltay hain , ya to aap usi topic per wapis jaa sakti hain ya us category mein jaa sakti hain. ager aap kuch bhi clik na karen to automatically us topic ki category mein move ho jaata hai browser view.

  3. #3
    bhai woh na refresh ho jata hai inshaAllah next time there wont be any mistake

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •