Page 1 of 3 123 LastLast
Results 1 to 10 of 27

Thread: Agar larkay na hote tau kia hota?

  1. #1
    yes...
    Agar larkay na hote tau larkian rule karti world ko..



  2. #2
    lolz...haha

    agar larkai na hotai to larkian bharam maarti fazool k lolz..

  3. #3
    ehhehe
    agar larkay na hotay tau koi jhagra karne ki jar na hoti..:P



  4. #4
    yeh ghalat baat hai ...agar larkai na hotai to larkian apas main hi jhagra karti ..to larkian fasaad ki jarr hain :P..

  5. #5
    agar larke na hote tho kitna aram hota!!
    ~Ye Dard Ka Tufaan Guzra kyu nahi..Dil Toot Gayaa Hai To Bikhra kyu nahi..Ek Hi Shakhs Ko Chahta Hai kyu Itna..Koi Dusra Is Dil Me Utarta kyu nahi~

  6. #6
    lolzzzzzz...agar larke na hote to kabhi maar pheet na hoti

  7. #7
    agar larke na hota tho larkian be fikar ho kar bahir ghoom sakti
    ~Ye Dard Ka Tufaan Guzra kyu nahi..Dil Toot Gayaa Hai To Bikhra kyu nahi..Ek Hi Shakhs Ko Chahta Hai kyu Itna..Koi Dusra Is Dil Me Utarta kyu nahi~

  8. #8
    agar larkayyy naa hotayy to... shikarii bhii nahi hota...
    [SIGPIC][/SIGPIC]

  9. #9
    shikaran hoti lolz..agar larkai na hotai to larkian khakk larko ki tarah mehnat karti :P..

  10. #10
    agar larkein na hote tou is dunya mein larkion ko hasaata kon ??
    [SIGPIC][/SIGPIC]

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •