kitni saddioon ke muqaddar main terey deed na thi
hum terey muntazer-e-deed they haan yaad ayya
nice sharing ..keep sharing..
Ajj kia bethey bithaey gham e jaan yaad ayya
aik yaad aye tu phir ik jahaan yaad ayya
jabb kooi phool girra jabb kooi patta toota
tujh see patt jharr main bicharney ka samaan yaad ayya
khul gaey ruhh ki galioon main terey chaap ke phool
jabb tera rangg kafey-e-paey rawaan yaad ayya
tujh koo dekha tu larazney laggi panddar ki loo
be sabab talaqh noey ka ziyaan yaad ayya
kitni saddioon ke muqaddar main terey deed na thi
hum terey muntazer-e-deed they haan yaad ayya
sehrey ablagah main kia zehmey sukhan tha hum koo
kudh pey guzri tu ghamey ehley faghaan yaad ayya
barhaa parsish ehwaal pe sajjad pehroon
aik ik harif ka andaaz-e-biaan yaad ayya
kitni saddioon ke muqaddar main terey deed na thi
hum terey muntazer-e-deed they haan yaad ayya
nice sharing ..keep sharing..
Ajj kia bethey bithaey gham e jaan yaad ayya
aik yaad aye tu phir ik jahaan yaad ayya
jabb kooi phool girra jabb kooi patta toota
tujh see patt jharr main bicharney ka samaan yaad ayya
very nice deat sister ... acha inthab hai ...
patjhar or bhar ka musoom ...sub milkar aag lagate hai
guzre yadin bholi manzil ... tere yaad ka tufan uthaty hay
imran ku sub rote hai apnai apnai gham ko ...likar
pagal muhbbat karte hai or bad main phir pachtate hain
barhaa parsish ehwaal pe sajjad pehroon
aik ik harif ka andaaz-e-biaan yaad ayya
ye buhat acha hey .. thax for sharing Rahen
thank you...
you welcum jii
ji haan ji..
nice sharing sis..loved it
~Ye Dard Ka Tufaan Guzra kyu nahi..Dil Toot Gayaa Hai To Bikhra kyu nahi..Ek Hi Shakhs Ko Chahta Hai kyu Itna..Koi Dusra Is Dil Me Utarta kyu nahi~
Aadab buhat achi hai thank u.
[SIGPIC][/SIGPIC]
THanks yassi and diya..