Results 1 to 4 of 4

Thread: Aloo Ka Zarda

  1. #1
    ALOO KA ZARDA




    INGREDIENTS

    • Potato 1000g
    • White Sugar 400g
    • Asharfi 250g
    • Khuya 250g
    • Dry Fruit 250g
    • Cocunet
    • Almonds
    • Pista
    • Raisin
    • Cooking Oil 1 1/2 Cup



    DIRECTIONS

    1. Sab se phele aloo (Potato) ko cheal kar kadokas kar lein, dho kar medium bowl kar lein.
    2. Nikal kar khush kar lein or phir zardey ki tarhan paka lein
    .
    [SIGPIC][/SIGPIC]

  2. #2
    diya asharfi kia hota hai...

    and for method...u mean...cooking oil mein potato ko thora fry karna hai...aur pani daal kar..us mein khoya daalna hai...jab pakne par aaye tau dried fruits daal dene hain...aur white sugar bhi...

    ^is this the way u r saying...



  3. #3
    Aadab RAHEN..
    Kesi hain aap, as main is ko banane ki tarkeb kuch is tarhan se hai k phele aloo ko cheal kar qaddukash kar layin jis tarhan hum dosri chezo maslan gajar moli ko qaddukash kartey hain, Kaddukash karney ke bad thorey se pani main halki aanch par ubal lain phir kisi kaprey main rakh kar thanda kar layin ya suka layin jis tarhan zarda batey howe chawalo ko sukaya jata bilkul usi tarhan, or phir zardey ki tarhan bana layin.
    Ok Rahen I hope k aap ab bana layin gi buhat mazaye ka banta hai or khaney walo ko pata bhi nahi chalta k kis chez ka hai
    [SIGPIC][/SIGPIC]

  4. #4
    really...i will surely try this ...inshaALLAH..acha he result ho.....aur diya yeh khoya kab daalna hai...



Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •