Page 35 of 45 FirstFirst ... 253334353637 ... LastLast
Results 341 to 350 of 443

Thread: Raizlan ki bethak

  1. #341
    Tumhara Khaat Mila Janaan
    Wo Jis Mai Tum Ne Pocha Hai

    K Ab Halaat Kesy Hain
    Mere Din Raat Kesy Hain

    Meharbani Tumhari Hai
    K Tum Ne Es Tarhan Mujh Sy
    Mere Halaat Pochay Hain
    Mere Din Raat Pochy Hain

    Tumhay Sab Kuch Bata Doonga
    Mujhe Etna Bata Do K

    Kabhe Saagar Kinary Par
    Kesi Machli Ko Dekha Hain
    K Jis Ko Lehrain Pani Ki
    Kinaray Tak Tu Laati Hain
    Magar Phir Chor Jati Hain

    Mere Halaat Aisay Hain
    Mere Din Raat Aisay Hain...
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

  2. #342

  3. #343

  4. #344

  5. #345
    Tanhai hai pyar mein
    Barbaadi hai pyar mein
    Aansoon hai pyar mein
    Bebasi hai pyar mein
    Gam bhi hai pyar mein
    Haar bhi hai pyar mein
    Hamein sab pata hai
    Lekin kya kare
    Hum bhi hai pyar mein!
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

  6. #346
    Uss nee shagufta mazagi ko naya mor deya

    Mug ko paband e zanjer kiya aur choor deya

    Uss ne nikali anchal see mere gham e tanhai kee kitab

    Aur chupke see mohabbat ka wark morr deya

    Hum ko maloom tha mohabbat ka anjam

    Iss leye akhari haraf see pehlee hee kalm toor deya
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

  7. #347
    tujhay roz daikhon kareeb say
    meray shoq bhi hian ajiib say

    mujhay mangna hia tujhi ko bus
    apnay rub aur us k habib say

    meri ankh main bhi hai ajizi
    meray khwab bhi hain ghareeb say

    meray sub dukhon ki dawa ho tum
    milay kiya sukoo'n phir tabib say

    main bohat khush honn jor kar
    nasib apna teray nasib say
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

  8. #348
    ujaar lamhon ki dastan jo tum kaho tu sunaaien tum ko
    bohat sa hum jagtey rahay hain chalo zara sa jagaaien tum ko

    tumhi ho jo roshani si ban kar hamari ankhon main a basay ho
    jab apni ankhain hi kah diya hai tu phir bhala kuon rulaaien tum ko

    tum aj kuon muztarib ho janan, tumhare lehjay main toot kesi
    kaha nahi tha waqt de ga kadooraton ki sazaaien tum ko

    tum asa karna k aik lamhay ko apni dharkan pay hath rakhna
    meri wafaien mere jazbay ager kabhi yaad aaien tum ko

    ghubar alood rastay main talash kar kar k thak gaye hain
    kahan pay ja ker basay hue ho kahan se dhoond laaien tum ko

    tumhain tu sukh a gaye muyassar tumhain tu hum yaad hi nahin hain
    mager bataoo hum jo chahain tu kis tarhan se bhulaaien tum ko

    tum apni baton pay mutmaieen ho hamain bhi shermindagi nahi hai
    anaa ki dewar ko gira kar nahin ye mumkin manaaien tum ko

    kaho ae Naaz~ ye jhoot hai na k tum ne us ko bhula diya hai
    abhi talak us ki shokh yaadain har lamha sataaien tum ko

  9. #349
    (((***Ye Ajeeb Marhaly hain ye Ajeeb Silsly Hain***)))

    Ye Ajeeb Silsly hain ye Ajeeb Marhaly hain
    JIs jahan Se Hum Chaly Thy Usi Mor Per Khary Hian

    pink hearts

    Wohi Rasta hamara hai Wohi daggar Hamari
    Jo Na Jain Manzilon Tak Ye wohi tu Rasty Hain

    pink hearts

    Rehy Sath Sath her Pal Na Ye Gumaan hoa ye Mil ker
    Jisy Dosti Thy kehty wo Kuch aur Silsly Hain

    pink hearts

    Ye Saraab tu nehi hai ? Koi Khawab tu nei Hai ?
    Zara aap hi Btain ye jo Hum main Failsly Hain

    pink hearts

    Tery Naam Zindgani hai yehi meri kahani
    Meri Zindgi main Roshan teri Yaad k Diy Hain

    pink hearts

    Meri Qurbaton se Pehly Zara Jurraton se Pehly
    Meri Jaan Soch lena Ye Rasty Kery Hain
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

  10. #350
    Falak Ke Teer Ka Kya
    Love cool shayaris? Click to joint Mr-desi



    Falak Ke Teer Ka Kya Nishana Tha

    Idhar Mera Ghar, Udhar Uska Aaashiyana Tha


    Puhunch Rahi Thi Kinare Pe Kashti-E-Umeed

    Usi Waqt Is Tufaan Ko Bhi Yahaan Aana Tha

    ***********
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •