Results 1 to 5 of 5

Thread: Taj Mahal

  1. #1
    AS A BACHELOR

    tajal mahal banwana chata hoon
    magar mumtaz nahi milti.

    AS A LOVER

    taj mahal banwana chahata hoon
    mumtaz mil gayi hai magar shadi nahi karti.

    AS A HUSBAND

    taj mahal banwana chahata hoon
    magar kiya karwon mumtaz nahi marti.

  2. #2
    ehheheeh...nahi marne wali......mumtaz jo tehri..



  3. #3


    Had hai...ab sab aise hi Shah Jahan bachey hein i guess

  4. #4
    had hai bahi...bohat he nashukri waali baat hai

  5. #5
    ehheheeh...nahi marne wali...mumtaz jo tehri..
    yeah isee baat ke takleef hai kay tehari hai jayti nehi

    Had hai...ab sab aise hi Shah Jahan bachey hein i guess
    mumtaz be tu asi he hai jo shah jahan ko beach kar he jayti hai tu naya taj mahal kasay banay ga

    had hai bahi...bohat he nashukri waali baat hai
    shukar ada karnay ka moqa he kab dayti hai mumtaz :P

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •