Results 1 to 9 of 9

Thread: "Bhai" SONA hai aur "Dost" HEERA hai... by Sh Saadi

  1. #1
    Kisi ne Sheikh Saadi (R.A) se pucha:
    "Dost" aur "Bhai" mein kia fark hai?
    To Aap ne farmaya,

    "Bhai" SONA hai
    aur
    "Dost" HEERA.

    Us aadi ne kaha,
    "Aap ne bhai ko kam keemat
    aur
    dost ko keemti cheez se kyun tashbeeh di?"

    To Aap ne farmaya,
    "Sonay mein agar daraar aa gae to us ko pighla ker bilkul pehle jesa banaya ja sakta hai,
    jab ke Heeray mein aik daraar aa gae to woh kabhi bhi pehle jesa nahi ban sakta".
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

  2. #2
    fine post dear.
    ZINDGI JISEY SAB ILAAJ-E-GHUM JANTEY HAIN
    JIS TARAH HUM NE GUZARI HUM JANTEY HAIN

  3. #3
    thanx for liking
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

  4. #4
    Quote Originally Posted by raiazlan, post: 336529
    Kisi ne Sheikh Saadi (R.A) se pucha:
    "Dost" aur "Bhai" mein kia fark hai?
    To Aap ne farmaya,

    "Bhai" SONA hai
    aur
    "Dost" HEERA.

    Us aadi ne kaha,
    "Aap ne bhai ko kam keemat
    aur
    dost ko keemti cheez se kyun tashbeeh di?"

    To Aap ne farmaya,
    "Sonay mein agar daraar aa gae to us ko pighla ker bilkul pehle jesa banaya ja sakta hai,
    jab ke Heeray mein aik daraar aa gae to woh kabhi bhi pehle jesa nahi ban sakta".
    Takleef ki maafi raiazlan magar, just for my information and enlightenment, naraator kaun hain iss hadees ka (matlab k yeh hades kis se marwi hai) aur kahan se li gayi hai (Bukhari, Muslim, IbneMaja etc)?
    “Other than my own soul I never found a faithful friend, other than my own heart I never found a confidant.” - Zaheer-ud-din Muhammad Babar

  5. #5
    Dear Nutter, Ye hades nahi hai. Yeh siraf ik hikayat hai.
    ZINDGI JISEY SAB ILAAJ-E-GHUM JANTEY HAIN
    JIS TARAH HUM NE GUZARI HUM JANTEY HAIN

  6. #6
    dear nuter its a HAKAYAT of shekh Saadi u can c this in "HAKAYAT_E_SAADI"
    I M What i Call i m "i m Loaded hell"
    http://www.123glitter.com/comments-g...file/11208.gif

  7. #7
    I am sorry bhai's I COMPLETELY misread it. Shukriya mera dhayan iss taraf dilnay ke liyen.

    Jazak Allah
    “Other than my own soul I never found a faithful friend, other than my own heart I never found a confidant.” - Zaheer-ud-din Muhammad Babar

  8. #8
    Thanks for give some information thanks a lot.

  9. #9
    wonderful sharing thank u raiazlan

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •