-
ajj ki tazaa khabar yeh hai....... ke main abi so kar utthi hoon :bigthumb;
-
kio uthi ? :P soti rehna tha to acha hota
-
aaj ki taza khaber,main nay 2 glasses torde
-
aur ajj ki tazza khbar manni ko glass totnay par mum say danth pari
-
jee nahi aaj ki taza khaber,aaj mom say maar pardhi
lol lol
-
ha ha h a
ajj ki tazza khabar ...................manni nay mann liaya kay unhain mum say maar pari
-
hahaha,
Aaj ki taza khabar pinky ko un ke abbu nay bauth danta
:P
-
ajj ki tazza khabar yeh ho hi nahi saktha meray dad khabi nai dantay
haan mum ka keh sakthay hain
-
yeh hi tou taza khabar thi ke aaj dad nay bhi danta
:P
-
aaj ki taza khabar yeh hai keh.....main idhar hoon
Posting Permissions
- You may not post new threads
- You may not post replies
- You may not post attachments
- You may not edit your posts
-
Forum Rules