Page 1 of 18 12311 ... LastLast
Results 1 to 10 of 176

Thread: aaj ki taaza khabar

  1. #1
    aap ko sentence start hi youn karna hai
    kay aaj ki taza khabar kia hai
    so start main karti houn




    ajj ki taaza khabar............................main nay chinese vegetables banayi hai ops:

  2. #2
    cool
    Aaj ki taza khabar..... main nay abhi taak tea/coffe' nahi pie

  3. #3
    ajj ki tazza khabar......mera net nahi sahi chal raha

  4. #4
    aaj ki taza khabar,
    mera net bhi nahi chal raha,yahin ka yahin hea,
    n it's good, chall ne laga tou bhag jae ga
    :P

  5. #5
    ha h ah ah aha
    ajj ki tazza khabar manni bohut funny hain

  6. #6
    Aaj ki taza khaba.... yeh pinky ko aaj patta challa ke Mr. Manni funny hain
    :P

  7. #7
    ajj ki tazza khbar
    akhir kaar pinky ko pata chal hi giaaaaaaaa kay manni funny hain

  8. #8
    aaj ki taza khabar ...ab mujhe jana hea baad main aaon ga,

  9. #9
    aaj ki taza khabar main b jaa rahi houn

  10. #10
    aaj ki tazaa khabar.....yeh hai ke...mujhe nahi pata

Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •