Aik pathan ki salgirah(birthday) hoti hay, dawat ka intezaam hota hay... saab dost yaar attay hain aur batoon batoon may baat nikalti hay kay, khan sahib, aaj aap kitnay saal kay howay? Khan sahib fakhar say kahtay hain khocha ham 30 ki hoi hain

30 saal baad phir isi tarhan khan sahi ki salgirah atti hay aur intizamat hotay hain... wohi sawal uthta hay, khan sahib, aaj aap kitnay saal kay howay? Khan sahib fakhar say kahtay hain khocha ham 30 ki hoi hain

kia kartay hain khan sahib, arsa howa aap 30 kay howay thay

Khan sahib ghusay mein aa kar kaytay hain wai, kia karti ho? Pathan ka aik zuban hota hay...