...HADIS-E-QUDSI...
Jab insaan har kisi se chup kar gunaah karta hai.
to ALLAH TA'ALA farmaata hai...
''AYE IBN E ADAM tujhe tamaam makhlookaat me sab se zeada me hi haqeer nazar aaya..
ke sab ke darr se chup kar gunaah karna gawara kia...
lakin mujh (ALLAH) se chupna gawara nahi kia...


Sochen ...ALLAH ka maqaam kia hai hamarey nazdeek...