Page 1 of 2 12 LastLast
Results 1 to 10 of 12

Thread: Ramadan-Are u ready?

  1. #1
    Assalam aleikum,
    I know majority of us are preparing for ramadan...and some of us have actually brought things and pre planned schedule for ramadan...what are ur preparations and how is it going to be???do share with us..waiting to read ur posts.



  2. #2
    Walekum Asalam rahen...abhi to bas sarey month ka samaan araha hai or dates waghera lein hain. InshAllah baqi taiaryi b hoti jaegi with time. aap ney kya preparation ki hai?

  3. #3
    markets mein tau ramadan k offer lage hoye hain...aur mein intezar kar rahi hoon jab yeh offers aur bhi ziada hyper ho jayengi...like one day before ramadan...tau mein ghar ka samaan khareedongi...lassi aur fruits tau meri list mein pehle aayegi..cause baqi sub tau hum normal routine mein khareedte rehte hain...
    ramadan k maheene mein jo kuch istimaal karo tau uska hisaab nahi dena hota...isliye mein ne kuch kapre, shoes, jewelry etc ...ramadan mein istimaal k liye rakh diye...
    is dafa tau irada hai k once quran tau lazim khatam karon...ziada is liye nahi cause mujhe uni bhi jana hai na...



  4. #4
    wow, yahan Pakistan mein to ulta jaldi lena parta hai k qeemat dugni hojati hai aur ab tak ho bhi gai hai
    Well sis hisab nahin dena hota wali baat mein samjhi nahin, can you explain that to me please. Aur kya ap sirf khredene ki baat karai hain ya use as in pehnine ki?

  5. #5
    jo khareedi hoyi hai usse pehne ki baat kar rahi thi...kuch cheezein aisi hoti hain jinhe hun khareed kar rakh dete hain tau aisi cheezon ko mein ramadan mein istimaal karongi.
    har cheez ka hisab hoga lekin jo cheez ramadan mein istimaal karo uska hisaab nahi hota.



  6. #6
    That's nice, mein b phir sarey saman use karti hoon jo extra pare hein mere pas

  7. #7
    yah...mere khayal se being housewives...abhi yeh hummari zimedari hai k zakat k liye be prepared rahein...i have started counting my gold and cash...taake ussi k hisab se zakat ka cash bana lon...



  8. #8
    Yes rahen, i have been thinking about it lately... mere paas ziada gold nai hai bas ek do sets and bangles hain and I don't know kitni zakkat hogi in k lie.

  9. #9
    same here mujhe bhi exact nahi pata...lekin lately i think mein ne zakat calculator dekha tha online...i think hummein online mil jayega...wait...i think i have posted in dt also...wait..



  10. #10
    yeah this is the link to zakat calculation thread..
    http://www.desitwist.com/spiritual-h...ion-26744.html



Posting Permissions

  • You may not post new threads
  • You may not post replies
  • You may not post attachments
  • You may not edit your posts
  •